Song Title: Der Lagi LekinSong Writer: Javed Akhtar
Singer: Shankar Mahadevan
Movie Album:Zindagi Na Milegi Dobara (ZNMD)
Music Composer: Shankar Ehsan Loy
Music Label: T-Series
Star Cast: Hrithik Roshan, Abhay Deol, Katrina Kaif, Farhan Akhtar and Kalki Koechlin
Production: Excel Entertainment, Eros Entertainment
Release Date: 15th July 2011
Tags: der lagi lekin lyrics, der lagi lekin song, der lagi lekin from znmd, zindagi milegi na dobara songs lyrics, all znmd songs lyrics, shankar mahadevan.

DER LAGI LEKIN Hindi Lyrics
Der lagi lekin Maine ab hai jeena seekh liya Jaise bhi ho'n din Maine ab hai jeena seekh liya Ab maine.... Yeh jaana hai, khushi hai kya, gham kya.. Dono hi, do pal ki hai ruttein Na yeh thehre na ruke Zindagi do rangon se bane Ab roothe, ab maane Yehi toh hai, yehi toh hai, yahaan Der lagi lekin Maine ab hai jeena seekh liya Aansuo'n ke bin Maine ab hai jeena seekh liya Ab maine... Yeh jaana hai kise kahoon apna Hai koi, jo yeh mujh se keh gaya Yeh kahaan tu reh gaya Zindagi toh hai jaise kaarvan Tu hai tanha kab yahaan Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan Koi sunaaye joh hasti muskurati kahani Kehta hai dil, main bhi sunu Aansu bhi moti ho jo kisi ke nishani Kehta hai dil, main bhi chunu Baahein dil ki ho baahon mein chalta Chalun yunhi raahon mein Bus yunhi, ab yahaan, kab wahaan Der lagi lekin Maine ab hai jeena seekh liya Aansuon ke bin Maine ab hai jeena seekh liya Hai koi, jo yeh mujhse keh gaya Yeh kahaan tu reh gaya Zindagi, toh hai jaise kaarvan Tu hai tanha kab yahaan Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan (sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan)




